Sponsor

Ali zaryoun Best shayari

  Ali Zaryoun Poetry & Shayari

Ali Zaryoun was born in 1983 In Faisalabad,. He is a poet, singer, and thinker who speaks multiple languages. Urdu, Hindi, Farsi, Punjabi, and English are just a few of the languages in which Ali writes. Through social media, he has expanded his fan base and started to become a well-known poet of the present period. Zaryoun is estimated to have millions of followers on social media.


Ali zaryoun poetry in urdu


ali zaryoun poetry in urdu
ali zaryoun poetry in urdu



غالب نے عشق کو جو دماغی خلل کہا
چھوڑیں یہ رمز آپ نہیں جان پائیں گے


ghalib nay ishq ko Jo damaghi khalal kaha
chorrain ye ramz aap nahi jaan pain gaiy


***Best Poetry Ali Zaryoun***

--------------------------------------


تیری خوشیوں کا سبب یار کوٸ اور ہے نا
دوستی مٌجھ سے اور پیار کوٸ اور ہے نا

teri khushiyoun ka sabab yar koi aur hai na
dosti mujh say aur piyar koi aur hai na


***Best Poetry Ali Zaryoun***

--------------------------------------

 

طنز کرنا ہے مٌجھ پر اجی کیجیے

سبھی کر رہے آپ بھی اجی کیجیے

خاندانی مٌنافق ہیں آپ اِس لیے

دوستوں کی جڑیں کھوکھلی کیجیے


Tanz karna hai mujh par aji kijye

sabhi kar rahy hai aap bhi aji kijye

khandani munafiq hain aap iss liye

doston ki jarrain khokhli kijye


***Best Poetry Ali Zaryoun***

--------------------------------------


مرنے میں کوٸ بحث نہ کرنا، مَر جانا اچھا ہوتا ہے

تم مٌجھ کو اپنا کہتے ہو، کہہ لینے سے کیا ہوتا ہے


marnay main koi behs na karna, mar jana acha hota hai

tum mujhko apna kehtay ho keh leny sy kiya hota hai


***Best Poetry Ali Zaryoun***

--------------------------------------


ali zaryoun poetry 2 lines
ali zaryoun poetry 2 lines


پرکھیں گے ایک ایک کو لے کر تٌمھارا نام

دٌشمن ہے کون دوست ہے پہچان جائیں گے

parkhain gaiy aik aik ko lay kar tumhara naam

dushman hai kon dost hai pehchan jain gaiy

***Best Poetry Ali Zaryoun***

--------------------------------------


ہم ان کی نظر میں بھی اداکار ہٌوۓ ہیں

جو لوگ ہمیں دیکھ کے فنکار ہٌوۓ ہیں

Ham un ki nazar main bhi adakar huwy hain

jo log hamain dekh ky fankar huwy hain


***Best Poetry Ali Zaryoun***

--------------------------------------

Ali Zaryoun Shayari


Ali Zaryoun Shayari
Ali Zaryoun Shayari


چادر کی عزت کرتا ہوں اور پردے کو مانتا ہوں

ہر پردہ پردہ نہیں ہوتا، اِتنا میں بھی جانتا ہوں


chadar ki izzat karta hoon aur pardy ko manta hoon

har parda parda nahi hota, itna main bhi janta hoon


***Best Poetry Ali Zaryoun***


تجھے بھی میرا گلہ بس گلہ دکھاۂی دیا

پتا چلا کہ تجھے بھی میرا پتا کوۂی نہیں

Tujhe bhi mera gila bas gila dekhai dia

Pata chala ke tujhe bhi mera pata koi nahi

***Best Poetry Ali Zaryoun***


ali zaryuon ashaar
ali zaryuon ashaar




تم اب تک منافق دلوں میں رہی ہو

میرے دل کی آب و ہوا مختلف ہے

Tum ab tak munafiq dilon mein rahi ho

mere dil ki ab o hawa mukhtalif hai



--------------------------------------

Ghazals of Ali Zaryoun


لوگ پاگل کیسے ہو جاتے ہیں
دیکھو ! ایسے ہو جاتے ہیں
خوابوں کا دھندہ کرتی ہو
کتنے پیسے ہو جاتے ہیں
دنیا سے ہونا بہت مشکل ہے
تیرے جیسے ہو جاتے ہیں
وہ میرے سب کام خدا کرتا ہے
تیرے ویسی ہو جاتے ہیں
یہ پھول دیکھ رہے ہوئے اسکا لہجہ تھا
وہ جھیل دیکھ رہے ہو یہاں وہ آتی تھی
منافقوں کو میرا نام زہر لگتا تھا
وہ جان بوجھ کر غصہ انہیں دلاتی تھی
اسے کسی سے محبت تھی
اور وہ میں نہیں تھا
یہ بات . . ! ! !
مجھ سے زیادہ اسے رلاتی تھی


Log Pagal kese ho jate hain

Dekho! Aise ho jate hain
Khwabon ka dhanda karti ho
Kitne Paise ho jate hain
Dunya se hona bohat Mushkil hai
Tere jaise ho jate hain
Wo mere sab kaam Khuda karta hai
Tere wese ho jate hain
Ye phool dekh rahe hoYe uska lehja tha
Wo jheel dekh rahe ho Yaha wo aati thi
Munafiqon ko mera naam zeher lagta tha
Wo jaan boojh kar gussa unhe dilati thi
Usay kisi se Mohabat thi
Aur wo mai nahi tha
Ye baat..!!!
Mujhse zyada usay rolati thi


ali zaryoun ghazal
ali zaryoun ghazal




 تم ثروت کو پڑھتی ہو
کتنی اچھی لڑکی ہو
بات نہیں سنتی ہو کیوں
غزلیں بھی تو سنتی ہو
کیا رشتہ ہے شاموں سے
سورج کی کیا لگتی ہو
لوگ نہیں ڈرتے رب سے
تم لوگوں سے ڈرتی ہو
میں تو جیتا ہوں تم میں
تم کیوں مجھ پہ مرتی ہو
آدم اور سدھر جائے
تم بھی حد ہی کرتی ہو
کس نے جینس کری ممنوع
پہنو اچھی لگتی ہو


Tum Sarwat Ko Parhti  Ho Kitni achi larki ho

mai jannat se nikla tha or tum mujh se nikle ho

baat nahi sunti ho gaazlen bhi to sunti ho

kya rista hai sahmo se suraj ke kya lagte ho

 log nahi darte rab se tum logo se kun darti ho

aadam or sudhar jaye tum bhi haad he karti ho 

mai to jeeta hun tum mai tum kun mujh par marti ho

misron me baaten karna tum aasan smajhte ho 

kun inkar krun iska tum is jism me rahte ho 

pyar hai ye tadlib nahi kis chakker me padte ho

kisne jeans kare namnur paahno achi lagte ho 

kaffi ho multaan ke tum or jaryoon ke masti ho

Tum kitne achi ladki ho Tum kitne achi ladki ho

------------------------------------------------

💦Ali Zaryoun💚


Read More: Best Of Tehzeeb Hafi 2 lines Urdu poetry

Post a Comment

0 Comments